Moulana Syed Abul Ala Maududi (R.A) ne Quran e Pak main bohat ziada istemal honay walay 4 alfaz (1- Ilah , 2-Rab, 3-Ibadat, 4-Deen) ki madad se pooray deen ko samajhnay ka feham dia. Moulana ki rai main in 4 alfaaz ko samjhay baghair Quran ka feham hasil nahin kia ja sakta. Ahl e Ilm ne is kitab ko bohat saraha hai aur touheed ko samajhnay kay liay yeh kitab mustand samjhi jati hai. Kuch logon ki rai main is kitab ko samajhna thora mushkil zaroor hai lekin thora mehnat se is kitba ko samjha ja sakta hai.
Quran ki 4 Bunyadi Istalahat - Syed Abul Aala Maudud
قرآن کی چار بنیادی اصطلاحات سید ابولاعلی مودودی
fixed bugs